Monday, April 30, 2007

Puraane ghar ke sapne...

Aaj purane ghar ke sapne aaye hain meri aankhon me,

aaj suhane bachpan ke apne aye hain meri aankhon me,

Youvan ke unmaad me khoya hai man aaj jo apna-

us aadambar ko jhootha karne aaye bachpan meri aankhon me|


No comments:

Post a Comment